Pee kar raat ko hum usko bhulane lage, Sharaab mE gHaM Ko hUm Milane lagE, yEH dAaRu bHi beWafa NiklI yAarOn, Nashe mEin toH vO aRr bHi zayada yaaD aaNe laGe…
Archive for September, 2007
Tume chahne wale kam na honge, waqt ke sath shayad hum na honge, chahe kisi ko kitna bhi pyar dena, par yadoon ke haqdaar sirf hum hi honge…
Wafa ka naam na lo yaron wafa ab dil ko dukhati hai….. sach to yeh hai wafa ka naam lene se phir ek bewafa ki yaad aa jati hai….
kAash ki samajhte aap is dil ki tadap ko, To yoon na hume rusva kiya na hota, aapki yeh berukhi bhi manzoor thi humen bas, ek baar hume samajh to liya hota…
Dil jab tootta hai to awaz nahi aati, har kisi ko mohabbat raas nahi aati, ye to apne apne naseeb ki baat hai, koi bhulta nahi aur kisi ko yaad nahi aati…







































